Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaja Mehandi Ali Khan
HomeRaja Mehandi Ali Khan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


phir teri yaad naye geet sunane aayi phir teri yaad naye geet sunane aayi dil ki duniya mein naye deep jalane aayi phir teri yaad naye geet sunane aayi ye khayalon mein bhi khawabon mein bhi tadpaati hai muskurati huyi ye keh ke chali aati hai main tujhe ishq ke sholon se bachane aayi phir teri yaad naye geet sunane aayi yaade mehboob idhar aa main tujhe pyaar karun yaade mehboob idhar aa main tujhe pyaar karun tu agar jaan bhi maange to na inkaar karun ek deewane se kyun pyaar jatane aayi phir teri yaad naye geet sunane aayi dil ki duniya mein naye deep jalane aayi phir teri yaad naye geet sunane aayi
poochho naa humen hum unke liye kya kya nazraane laayen hain dene ko mubaaraqbaad unhen aankhon mein ye aansoon aayen hain poochho naa humen hum unke liye kya kya nazraane laayen hain dene ko mubaaraqbaad unhen aankhon mein ye aansoon aayen hain poochho naa humen hum unke liye jeevan ki suhaani raahon mein unko ik jeevan meet mila jeevan ki suhaani raahon mein unko ik jeevan meet mila aur hansti huyi iss mehfil se humko birhaa kaa geet mila kaliyon ki tarah muskaaye the hum kaliyon ki tarah muskaaye the hum phoolon ki tarah murjhaaye hain poochho naa humen hum unke liye kya kya nazraane laayen hain dene ko mubaaraqbaad unhen aankhon mein ye aansoon aayen hain poochho naa humen hum unke liye
preet laga ke maine ye phal paaya sudh budh khoyi chaen ganwaya tumne mujhse pyaar kiya tha ulfat ka ikraar kiya tha apna bana ke pehale phir bisraayaa preet ka wada khoob nibhaya aa ke jo dekhe tu dukh mere aa ke jo dekhe tu dukh mere kyaa na bahenge aansu tere dukh de ke mujh ko toone kyaa sukh paaya tujh ko bedardi reham na aaya ik jhalak phir se dikhala de kaabon mein aa kar itna bata de jyot bujhaakar in naenon ki kis ke mann ka deep jalayaa preet lagaa ke maine ye phal paaya sudh budh khoyi chaen ganwaya chaen ganwaya chaen ganwaya
pritam meri duniya mein do din to rehe hote pritam meri duniya mein do din to rehe hote hum prem ke saagar ik saath bahe hote pritam meri duniya mein do din to rehe hote pritam meri duniya mein gar yunhi bichhadna tha humse tujhe o zaalim humse tujhe o zaalim aaaaaaaa do bol mohabbat ke hum se naa kahe hote pritam meri duniya mein bedard agar tujhko gairon hi ka hona tha gairon hi ka hona tha aaaaaaaa waade wo wafaon ke humse na kiye hote pritam meri duniya mein do din to rehe hote hum prem ke saagar ik saath bahe hote pritam meri duniya mein
pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar yaar tum bhi kamaal karte ho pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar yaar tum bhi kamaal karte ho pyaar karte ho yaar tu jo palat ke aankh milaye meri jawani khil khil jaye is dil pe hai raaj tumhara aaj jo mango wo mil jaye raat baaki hai hum sa saathi hai tauba tauba kaise sawaal karte ho pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar yaar tum bhi kamaal karte ho pyaar karte ho yaar jaagi jaagi soyi soyi aaj phirun main khoyi khoyi yun to mohabbat haaye sab karte hain pyaar ko samjhe koyi koyi halka halka sa dard hota hai haye haye kya dil ka haal karte ho pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar yaar tum bhi kamaal karte ho pyaar karte ho yaar nazrein phere muh kyun moda haath pakad ke tumne chhoda tumne hamara dil kyun toda pyaar bhi karte thoda thoda aisi raaton mein door baithe ho jane jane kiska khayal karte ho pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar yaar tum bhi kamaal karte ho pyaar
rang birangi raakhi leke aayi behna ho rakhi bandhvaa le mere veer ho rakhi bandhvaa le mere veer main na chaandi na sone ke haar maangun ho main na chaandi na sone ke haar maangun apne bhaiya ka thoda sa pyaar maangun thoda sa pyaar maangun sona hazaar maangun iss rakhi mein pyaar chhupa le laayi behna ho rakhi bandhvaa le mere veer neele ambar se taare utaar laun ho neele ambar se taare utaar laun ya main chanda ki kirnon ke haar laun kirnon ke haar laaun hansti bahaar laaun pyaar ke badle ban ban ke lehraayi behna ho rakhi bandhvaa le mere veer kabhi bhaiya ye behna na paas hogi ho kabhi bhaiya ye behna na paas hogi kahin pardes baithi udaas hogi behna udaas hogi milne ki aas hogi jaane kaun bichhad jaayen kab bhai behna ho rakhi bandhvaa le mere veer
rokna hai agar rok lijiye magar chaand chhupne se pehle chali jaungi rokna hai agar rok lijije magar chaand chhupne se pehle chali jaungi door hai mera ghar mujhko duniya ka dar chaand chhupne se pehle chali jaungi rokna hai agar rok lijiye magar chaand chhupne se pehle chali jaungi chaand nikala mera chaandni kho gayi har taraf husn ki roshni ho gayi chaand nikala mera chaandni kho gayi har taraf husn ki roshni ho gayi aap chaand hai agar chaand ko dekh kar chaand chhupne se pehle chali jaungi rokna hai agar rok lijiye magar chaand chhupne se pehle chali jaungi aap shaamil hain yun meri aawaaz mein jaise nagamein hon do ek hi saaz mein aap shaamil hain yun meri aawaaz mein jaise nagamein hon do ek hi saaz mein main ghazal chhed kar ishq ke saaz par chaand chhupne se pehle chali jaungi rokna hai agar rok lijiye magar chaand chhupne se pehle chali jaungi behki behki nigahein nahin hosh mein pyaar sharmaaye aankhon ki aaghosh mein behki behki nigahein nahin hosh mein
Sare Jahan Se Achha
sapnon mein agar mere tum aao to so jaaun tum aao to so jaaun sapnon mein agar mere baahon ki mujhe maala pehnaao to so jaaun pehnaao to so jaaun sapnon mein agar mere sapnon mein kabhi saajan baitho mere paas aa ke jab seene pe sar rakh doon main pyaar m
o aa aha ha ha ha ha ha aa aha ha ha ha ha ha aa aha ha ha ha ha ha aa aha ha ha ha ha ha shokh nazar ki bijliyaan dil pe mere giraaye jaa mera na kuchh khayaal kar tu yuhin muskuraaye jaa shokh nazar ki bijliyaan jaag uthi hai aarzoo jaise charag jal pade ab to wafa ki raah mein hum tere saath chal pade chaahe hasaaye jaa humen chaahe humen rulaaye jaa shokh nazar ki bijliyaan dil pe mere giraaye jaa shokh nazar ki bijliyaan chain kahin kissi ghadi aaye na tere bin mujhe kaash main iss jahan se chheen loon ek din tujhe main tere saath saath hoon chaahe nazar bachaaye jaa shokh nazar ki bijliyaan dil pe mere giraaye jaa mera na kuchh khayaal kar tu yuhin muskuraaye jaa shokh nazar ki bijliyaan
sikandar ne porus se ki thi ladaayi jo ki thi ladaayi to main kya karun jo kaurav ne paandav se ki haathapaayi jo ki haathapaayi to main kya karun sikandar ne porus se ki thi ladaayi jo ki thi ladaayi to main kya karun jo p u t put hai to b u t but hai zamane ka dastoor kitna ulat hai jo p u t put hai to b u t but hai zamane ka dastoor kitna ulat hai padhate hain sab mujhko ulti padhaayi hai ulti padhaayi to main kya karun sikandar ne porus se ki thi ladaayi jo ki thi ladaayi to main kya karun hai jaahil ghaseeta magar khaaye halwaa ye har roz loote mitthaayi ka jalwa waah ghaseete waah hai jaahil ghaseeta magar khaaye halwaa ye har roz loote mitthaayi ka jalwa ye dhoodh mein paani milaata hai bhaayi na aaye malaayi to main kya karun sikandar ne porus se ki thi ladaayi jo ki thi ladaayi to main kya karun ye b a hai lekin chalaaye ye thela ye ma hai lekin ye beche karela karela bhayin ye b a hai lekin chalaaye ye thela ye ma hai lekin ye beche karela agar teen din
tere bin saawan kaise beeta tere bin saawan kaise beeta tu kya jaane baalmaa tere bin saawan kaise beeta tere bin saawan kaise beeta tu kya jaane baalmaa tere bin saawan baagh mein jhule jab lehraayen geet milan ke sabne gaaye sakhiyon ne poochha bol sakhi ri tere saajan kyun naa aaye phir sakhiyon ne kya kya poochhaa tu kya jaane baalmaa tere bin saawan kaise beeta tu kya jaane baalmaa tere bin saawan phool chaman mein jab muskaaye pal pal beeta aas lagaaye koyaliyaa ne raag to chheda paayaliyaa ne geet naa gaaye pag pag chhalki nain gagariyaa tu kya jaane baalmaa tere bin saawan kaise beeta tu kya jaane baalmaa tere bin saawan lambi raaten ghor andhera mujh sang jaaga deepak mera hum donon ne bhor bhaye tak ro ro dekha rasta tera kya hota hai dukh birha kaa tu kya jaane baalmaa tere bin saawan kaise beeta tere bin saawan kaise beeta tu kya jaane baalmaa tere bin saawan
tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai do ghadi ke liye ghum jaane kidhar jaata hai jab kabhi door se tu mujhko nazar aata hai pyaar hans kar meri aankhon mein sanwar jaata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai tu wohi hai jise iss dil ne sadaayen di hai tu wohi hai jise iss dil ne sadaayen di hai tu wohi hai jise nazron ne duwaayen di hain tu wohi hai ke jo dil le ke mukar jaata hai do ghadi ke liye ghum jaane kidhar jaata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai jaam itne teri masti bhari aankhon se piye haaaan jaam itne teri masti bhari aankhon se piye bekhudi mein tujhe sajde meri nazron ne kiye tere jalwaon mein khuda mujhko nazar aata hai pyaar hans kar meri aankhon mein sanwar jaata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai teri yaad aate hi ghabraa ke chali aaaati hoon teri yaad aate hi ghabraa ke chali aaaati hoon main har ik qaid ko thukraa ke chali aati hoon main nahin aati mujhe pyaar idhar
tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya kabhi mujhko yaad karke jo bahenge tere aansu kabhi mujhko yaad karke jo bahenge tere aansu to wahin pe rok lenge unhen aake mere aansu tu jidhar ka rukh karega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya mera ghum raha hai shaamil tere dukh mein tere ghum mein mera ghum raha hai shaamil tere dukh mein tere ghum mein mere pyaar ne diya hai tera saath har janam mein tu koi janam bhi lega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya meraa saaya meraa saaya meraa saaya
tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se ae poochho mere dil se tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se saawan ke din aaye beeti yaadein laaye kaun jhukaakar aankhein mujhko paas bithhaaye kaisa tha pyaara roop tumhaara poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se prem ka saagar haai chaaron taraf lehaeraaye jitna aage jaaun gehra hota jaaye gham ke bhanwar mein kya kya dooba poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se jaise jugnu ban mein tu chamke ansuwan mein ban kar phool khili ho jaane kis bagiyan mein main apni kismat pe roya poochho mere dil se haai poochho mere dil se tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se haai poochho mere dil se poochho mere dil se poochho mere dil se
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho pukaarten hain ye zameen o aasmaan shaheed ho pukaarten hain ye zameen o aasmaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho shaheed teri maut hi tere watan ki zindagi tere lahoo se jaag uthegi iss chaman ki zindagi khilenge phool uss jagah pe tu jahaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho ghulaam utth watan ke dushmanon se inteqaam le inn apne donon baajuon se khanjaron ka kaam le chaman ke waaste chaman ke baaghbaan shaheed ho chaman ke waaste chaman ke baaghbaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho pahaad tak bhi kaanpne lage tere junoon se tu aasmaan pe inqalaab likh de apne khoon seeeeeeeee khoon seeeeee zameen nahin tera watan hai aasmaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho watan ki
wo dekho jala ghar kisi ka wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka gaya jaise jhonka hawaa ka humari khushi ka zamana diye humko kismat ne aansun jab aaya humen muskurana bina humsafar hai sooni dagar kidhar jaayen hum besahare wo dekho jala ghar kisi ka hain raahen kathin door manzil ye chhaya hai kaisa andhera ke ab chaand sooraj bhi mil kar nahin kar sakenge savera ghata chhayegi bahaar aayegi naa aayenge wo din humare wo dekho jala ghar kisi ka idhar ro rahi hain ye aankhen udhar aasmaan ro raha hai mujhe kar ke barbaad zaalim pashemaan ab ho raha hai ye barkha kabhi to ruk jaayegi rukenge naa aansun humare wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka
yaad karoge yaad karoge yaad karoge ik din humko yaad karoge tadpoge fariyaad karoge ik din humko yaad karoge aayengi jab saawan ki raaten jaag uthengi bhooli baaten bhooli baaten bhooli baaten dard se dil aabaad karoge ik din humko yaad karoge jise basaaya tha kabhi mann mein dhoondhoge dhoondhoge use baagh ban mein dhoondhoge dil ka sukoon barbaad karoge ik din humko yaad karoge dil mein basa ke chhod diya hai apna hi ghar barbaad kiya hai kaise usse aabaad karoge ik din humko yaad karoge kho kar humko paa naa sakoge honge jahaan hum aa naa sakoge aa naa sakoge paa naa sakoge tadpoge tadpoge fariyaad karoge ik din humko yaar karoge yaad karoge yaad karoge ik din humko yaar karoge
yehi hai tamanna tere dar ke saamne meri jaan jaaye meri jaan jaaye haai yehi hai tamanna tere dar ke saamne meri jaan jaaye meri jaan jaaye haai tere dar pe aaya to bas aa gaya main na peechhe hatoonga zamaane ke darr se abhi aa raha hoon abhi kaise jaaon mila kya hai mujhko abhi tere dar se zara dekh loon main ye rukh ki bahaaren ye qad pyaara pyaara ye zulfon ke saaye haai yehi hai tamanna tere dar ke saamne meri jaan jaaye meri jaan jaaye haai mohabbat mein teri agar maut aaye to wo maut kitni hasin maut hogi kisi roz main tera daaman pakad kar jo mar jaaon kya dil nashin maut hogi agar koi aisi ghadi aa rahi hai to meri dua hai wo jaldi se aaye haai yehi hai tamanna tere dar ke saamne meri jaan jaaye meri jaan jaaye haai yehi hai tamanna tere dar ke saamne meri jaan jaaye meri jaan jaaye haai
aaaa haaa haaa haaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata le kar machale huye iss dil mein armaan hazaaron hain machale huye iss dil mein armaan hazaaron hain betaab nighaahon mein toofan hazaaron hain betaab nighaahon mein toofan hazaaron hain tujhse naa bichhadne ki tujhse naa bichhadne ki iss dil ne kasam khaayi zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata le kar aati ho to aankhon mein bijli si chamakati hai aati ho to aankhon mein bijli si chamakati hai shayad ye muhabbat hai aankhon se chhalakti hai shayad ye muhabbat hai aankhon se chhalakti hai chhodun naa tera daaman chhodun naa tara daaman main hoon tera saudaayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Phir Teri Yaad Naye Geet Bekhabar (1965) 03:14 37791
 
Poster of Bekhabar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:14   Song Number : 37791   

Poochho Naa Humen Mitti Mein Sona (1960) 03:25 12397
 
Poster of Mitti Mein Sona (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 03:25   Song Number : 12397   

Preet Laga Ke Ankhen (1950) 02:38 31083
 
Poster of Ankhen (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shekhar, Nalini Jayvant
Raag- 
Kafi
Duration : 02:38   Song Number : 31083   

Pritam Meri Duniya Ada (1951) 03:08 12263
 
Poster of Ada (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana
Duration : 03:08   Song Number : 12263   

Pyaar Karte Ho Yaar Taxi Driver (1973) 04:29 37048
 
Poster of Taxi Driver (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Krishna Kalley
On Screen Actors- 
Babita, Rajesh Khanna
Duration : 04:29   Song Number : 37048   

Rang Birangi Rakhi Anpadh (1962) 04:13 41020
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:13   Song Number : 41020   

Rokna Hai Agar Rok Lijiye Jaal (1967) 04:48 32434
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:48   Song Number : 32434   

saare jahaan se achchha Bhai Bahen (1959) 06:34 39182
 
Poster of Bhai Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 06:34   Song Number : 39182   

Sapnon Mein Agar Mere Dulhan Ek Raat Ki (1966) 04:18 12337
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 04:18   Song Number : 12337   

Shokh Nazar Ki Bijliyan Woh Kaun Thi (1964) 03:33 12221
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:33   Song Number : 12221   

Sikandar Ne Porus Se Anpadh (1962) 03:16 12269
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Mohan Choti
Duration : 03:16   Song Number : 12269   

Tere Bin Saawan Kaise Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967) 06:08 11847
 
Poster of Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 06:08   Song Number : 11847   

Tere Paas Aa ke Mera Neela Akash (1965) 03:59 12061
 
Poster of Neela Akash (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Dharmendra
Duration : 03:59   Song Number : 12061   

Tu Jahan Jahan Chalega (Sad) Mera Saaya (1966) 04:22 38148
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhna, Sunil Dutt
Duration : 04:22   Song Number : 38148   

Tum Bin Jeevan Kaise Anita (1967) 04:31 11907
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sadhna
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:31   Song Number : 11907   

Watan Ki Raah Mein Shaheed (1948) 06:20 14213
 
Poster of Shaheed (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Prem Dhawan
On Screen Actors- 
Dileep, Ramesh Sehgal
Duration : 06:20   Song Number : 14213   

Wo Dekho Jala Ghar Anpadh (1962) 04:57 21412
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Hemant Bhosale
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Asavari
Duration : 04:57   Song Number : 21412   

Yaad Karoge Do Bhai (1947) 02:50 13140
 
Poster of Do Bhai (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 02:50   Song Number : 13140   

Yehi Hai Tamanna Aap Ki Parchhaiyan (1964) 04:00 21427
 
Poster of Aap Ki Parchhaiyan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Raag- 
Yaman
Duration : 04:00   Song Number : 21427   

Zulfon Ki Ghata Le kar Reshmi Roomal (1961) 03:27 14079
 
Poster of Reshmi Roomal (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
Babul
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Shakila
Duration : 03:27   Song Number : 14079   
Karaoke Songs of raja mehandi ali khan, Sad Songs of raja mehandi ali khan, Love Songs of raja mehandi ali khan, Dance Songs of raja mehandi ali khan, Hip-hop songs of raja mehandi ali khan, Best songs of raja mehandi ali khan, Super hit songs of raja mehandi ali khan, hit songs of raja mehandi ali khan, duet songs of raja mehandi ali khan, solo songs of raja mehandi ali khan, old songs of raja mehandi ali khan, famous songs of raja mehandi ali khan, Hindi Karaoke Songs of raja mehandi ali khan, Hindi Sad Songs of raja mehandi ali khan, Hindi Love Songs of raja mehandi ali khan, Hindi Dance Songs of raja mehandi ali khan, Hindi Hip-hop songs of raja mehandi ali khan, best Hindi songs of raja mehandi ali khan, super hit Hindi songs of raja mehandi ali khan, hit Hindi songs of raja mehandi ali khan, duet Hindi songs of raja mehandi ali khan, solo Hindi songs of raja mehandi ali khan, old Hindi songs of raja mehandi ali khan, famous Hindi songs of raja mehandi ali khan, Sing Along Songs of raja mehandi ali khan, Sing Along Sad Songs of raja mehandi ali khan, Sing Along Love Songs of raja mehandi ali khan, Sing Along Dance Songs of raja mehandi ali khan, Sing Along Hip-hop songs of raja mehandi ali khan, Sing Along Best songs of raja mehandi ali khan, Sing Along Super hit songs of raja mehandi ali khan, Sing Along hit songs of raja mehandi ali khan, Sing Along duet songs of raja mehandi ali khan, Sing Along solo songs of raja mehandi ali khan, Sing Along old songs of raja mehandi ali khan, Sing Along famous songs of raja mehandi ali khan